Skip to main content
cold comedi sarddi express joke
Sabhi ko prem bhara Namskar thanddi express me.
Aaj ka taza samachar
Thandi ke mousam me koi subah subah kesi ke upper thanda pani ddal de .To vo ghatna bhi aatnkwadi hamle ke barabr mana jayega ..............
Subah subah aaker soye huye ko jagane ke liye uska razayi khich lene ko maha papp mana jayega ..........
Thandd ke mousam me rajayi ke ander hi rahna sabse badda mahan kam hoga . our tamator ki chatni ke sath pakodde ,chaye milna barddan hai ..............
Aarj kiya hai
Huaa Apahran dhup ka
purra janta hai hai moun.
Kohara thane daar hai,
Rappatt likhega koun.................
Aakhir aab o samye aa hi gaya hai. jab ham subah ooth kar .jindagi ka sabse muskil faisla karte hai ki ?
Aaj Nahana hai ki nahi ??
Ye sardi itna na ittrra . Agger himmat hai to jun me aa...........
Matt Dhunddo mujhe ye duniya ke tanhai me .
Thanddi bahut hai ,mai yehai hu , aapni rajai me ...............
Thanddi express samapt huaa.
Comments
Post a Comment