air conditioner se jane keya keya fayeda .our ac ke parts koun koun se hai.ac kaise chalta hai.how work air conditioner
Air conditioner to how many benefits& why use. A.C Ghar me lagane se keya keya fayeda hota hai jane .
Air conditioner smaye ke anusar sabko jarurat mand hone lagaga hai.ac room me cooling thnada to karta hai . uske sath sath room air hawa ko sudh saf karta hai . jo hamare sarir ke liye bahut hi fayede hota hai air .our room me smail durghandh ko bhi khatma krta hai . room ko hamesa fresh rkhta hai. our bhi bahut se labh hai jiska explain kare to bahut time lag jayega .............
Air conditioner normal 2 type (prkkar) ke hote hai.
1- Room air conditioner
2 Central air conditioner .
Room air conditioner - rom air conditioner ek chhota unit hota hai.jo ek room ko thanda cold karta hai .and room airconditioner 2 type (prkkar) ke hote hai.
1- Window air conditioner
2 split airconditioner
1- Window ac ko room ke khidki ( window ) me lagaya jata hai.our window ac me sabhi electrical & machenical parts ek ho body me fit rahta hai.
2-Split ac ye model ke ac 2 part me hota hai ye ac ko kahi par bhi wall (diwal) me hange lagaya ja sakta hai.jo dekhne me sunder lagta hai.split ac me indoor & out door kahte hai.
Indoor me cooling coil blower wheel & motor .PCB hota hai.our out door me .compressor , condensor fan motor ye sab parts hote hai.. ye unit me R22 refrigerant ka pryog hota hai jo coolong karta hai.
our Adhik jankari ke liye mera blog reading karte rahe .
यह जानकारी अच्छा लगा है तो likeकरे ओर भी AC रीपेयर पर्टस के बारे में जानकारी के लिए फाल्लो का बटनदबाएऔर कुछ जानकरी चाहते तो कोमेंट करे और प्रक्टिकाली विडियो देखने के लिए हमारे youtube चैनल पर जा करदेख सकते मेरा youtube चैनल लिंक ओपन करे https://www.youtube.com/channel/UCcM9zna0d47JI0dhCQqTQog?view_as=subscriber
Comments
Post a Comment